Pages

Wednesday, September 26, 2012

Jab Ki Tujh Bin Naheen Koi Maujood.. ..Phir Ye Hangaama..Ae Khuda ! Kya Hai -Mirza Ghalib

Tuesday, September 18, 2012

apki nigaho me

Aapki Nigahon me jabse jhaakkar dekha hai, koi bhi Aaina accha nahi lagta, Aapki Mohabbat pe aise hue hai Aashiq ki aapko koi aur dekhe to accha nahi lagta.

LIKHTE HE KAI SHAYRI DARD-E-DIL KI DAWA BANAKAR PAR USE PADHTA HE KOI KOI LIKHE HE KAI NAGAME KISIKE HUSN-E-TARIF BANAKAR PAR USE SAWARTA HE KOI KOI MILTE HE KAI AACHE DOST ZINDAGI ME ZINDAGI-E-HUMSAFAR BANKAR PAR USE DEKHTA HE KOI KOI PYAR KA DAWA KAI KARTE HE MOHABBAT-E-AASHIQ BANKAR PAR USE NIBHATA HE KOI KOI

ek nazar hamari

Ek nazar hamari ek nazar tumhari, nazar ne Dil ki nazar utari, Nazar ne dekha nazar ko aise ki, kabhi nazar na lage Mahobbat kohamari.
Asar hai ye unki adaao ka, jab woitne pyaare lagte hai, Jab wo kahte hai vadda hai mera,juthe waade bi sachee lagte hai.
Ishq khuda hai aur mera ishq ho tum, Khuda mere sath hai aur uski khudai ho tum.
Hai marea seenai mai itna dard kiduniya ko jalla doo Kaash isi hi Duniya mai Mara Bewafa Pyaar na Rehta to Duniya Ko Khatam Kar doo