Pages

Thursday, November 1, 2012


Usko chaha bhi to izhar na karna aya,
kat gayi umar hume pyar na karna aya,
us ne manga bhi to kuch judayi mangi, aur hum the k humay inkar na karna aya. 

Khushi mili to kayi dard muj se ruth jaye,
Dua karo main phir se udas ho jaon
Udasi k chare paraha mat kro, gazal anso o se lekha mat karo.
Tumhe log kehne lagay bavafa, zamane se itni vafa mat kro..

Hamara dard kisne dekha he,
hamain to bus khuda ne hi tarapte dekha he,
tanhai mai beth kar rote he,
ye or baat he k mehfil me sabne hamain hansta dekha he.
Khayalo ko kisi ahat ki aas rehti he.
nigaho ko teri talash rehti he
tere bina koi kami nai laikin.
tere bagair tabiyet udas rehti he.
Khushiyon se naraz he meri zindagi, pyar ki mohtaj he
meri zindagi, hans leta hoon logo ko dikhane keliye, varna dard ki kitab hai meri zindagi..?
Wo ishq jo ham karte the wo ishq to zinda aaj bi he, kal tak jo hijr satata tha us hijr ka sayya Aaj bi he, tum dur huway majburi main hum toot gay iss dore main, kabi waqt millay to a jana khola dil ka darwaza Aaj bi he
mujhe tum nazar se gira tu rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sako ge najaane kyun mujhe yaqeen ho chala hai mere pyar ko tum mita na sako ge mujhe tum nazar se... meri yaad hogi,jidhar jaoge tum kabhi naghma bun keh,kabhi bun keh aansoo kabhi naghma bun keh,kabhi bun keh aansoo tarapta mujhe hartaraf paoge tum  shama jo jalai hai meri wafa ne bujhana bhi chaho,bujha na sako ge mujhe tum nazar se... kabhi naam baaton mein aaya jomera tu bechain ho ho keh dil thaam loge nigaaho mein chaaye ga ghum ka undhaira kisi ne jo poocha sabab aansooon ka batana bhi chaho ,batana sako ge mujhe tum nazar se gira tu rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sako ge mujhe tum nazar se...

Aisi Aankhen Nahin Dekhi


Aisi Aankhen Nahin Dekhi… Aisa Kaajal Nahin Dekha… Aisa Jalwaa Nahin Dekhaa, Aisa Chehraa Nahin Dekha…. Jab Ye Daman Ki Hawan De, Aag Jungle Mein Laga De… Jab Ye Sehron Mein Jaaye, Ret Mein Phool Khilaaye…. Aisi Duniyaa Nahin Dekhi, Aisa Manzar Nahin Dekha… Aisa Aalam Nahin Dekha, Aisa Dilbar Nahin Dekha…. Uske Kangan Ka Khanakna, Jaise Bulbul Ka Chehekna… Uske Paazeb Ki Cham Cham, Jaise Barsaat Ka Mausam….. Aisa Saawan Nahin Dekha, Aisi Baarish Nahin Dekhi… Aisi Rimjhim Nahin Dekhi… Aisi Khwahish Nahin Dekhi…. Uski Bebaad Se Baatein, Jaise Sardi Ki Ho Raatein… Uff Ye Tanhaai Ye Masti, Jaise Toofan Mein Kashti…. Mithi Koyal Si Hai Boli, Jaise Geeton Ki Rangoli…. Sukhe Gaalon Pe Pasina, Jaise Phagun Ka Mahina…. Aisi Ankhen Nahin Dekhi, Aisa Kaajal Nahin Dekha…. Aisa Jalwaa Nahin Dekha, Aisa Chehra Nahin Dekha….

Aur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga - 2 Labj girane na paaye honton se, waqt ke haath inako chun len Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge Aur aahista kijiye baatein Aise bolo ki dil ka afasaana, dil sune aur nigaah doharaaye - 2 Apane chaaro taraf ki ye duniya Saans ka shor bhi na sun paaye, na sun paaye Aur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga Labj girane na paaye hoton se, waqt ke haath inako chun leng Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge Aur aahista kijiye batein... Aayiye band karale darwaaje, raat sapane chura na le jaaye - 2 Koi jhonka hawa ka aawara, dil ki baaton ko uda na le jaye, na lejaye Aur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga Labj girane na paaye hoton se, waqt ke haath inako chun leng Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge Aur aahista kijiye baatein Aaj itane karib aa jaao , duriyon ka kahi nishaan na rahe - 2 Aise ek dusare me gum ho jayen, faasala koi darmiya na rah jay Aur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga Labj girane na paaye hoton se, waqt ke haath inako chun leng Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge Aur aahista kijiye baatein