Thursday, August 30, 2012
Wednesday, August 29, 2012
tumhe chaha tha
tumhe chaha tha is dil ne aur chahta hai ye aaj bhi chhupaya tha ye raaz pehle bhi aur chhupa hua hai ye aaj bhi kuch majboorio k waaste tumhe bekhabar rakha aur majboorio ki zanjeer se hain bandhe hum aaj bhi chhaha to nahi tha k tum bin zindagi guzre par tumhare muskurate chehre ne qadam roke mere aaj bhi yeh such hai k bane thay tum jeene ki wajah magar dekho kismat ka faisla nikla alag aaj bhi bhoolenge shaayad tumhe dheere dheere sadiyo main hum magar such poocho to lagti hai tumhari zaroorat is zindagi ko aaj bhi
Monday, August 27, 2012
nahin dekhi
Aisi Aankhen Nahin Dekhi… Aisa Kaajal Nahin Dekha… Aisa Jalwaa Nahin Dekhaa, Aisa Chehraa Nahin Dekha…. Jab Ye Daman Ki Hawan De, Aag Jungle Mein Laga De… Jab Ye Sehron Mein Jaaye, Ret Mein Phool Khilaaye…. Aisi Duniyaa Nahin Dekhi, Aisa Manzar Nahin Dekha… Aisa Aalam Nahin Dekha, Aisa Dilbar Nahin Dekha…. Uske Kangan Ka Khanakna, Jaise Bulbul Ka Chehekna… Uske Paazeb Ki Cham Cham, Jaise Barsaat Ka Mausam….. Aisa Saawan Nahin Dekha, Aisi Baarish Nahin Dekhi… Aisi Rimjhim Nahin Dekhi… Aisi Khwahish Nahin Dekhi…. Uski Bebaad Se Baatein, Jaise Sardi Ki Ho Raatein… Uff Ye Tanhaai Ye Masti, Jaise Toofan Mein Kashti…. Mithi Koyal Si Hai Boli, Jaise Geeton Ki Rangoli…. Sukhe Gaalon Pe Pasina, Jaise Phagun Ka Mahina…. Aisi Ankhen Nahin Dekhi, Aisa Kaajal Nahin Dekha…. Aisa Jalwaa Nahin Dekha, Aisa Chehra Nahin Dekha….
tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu chahat hai agar aake mujhase mil jaa tu yaa phir aaisa kar, dharti se mila de mujhko tu he re, tu he re tere bina main kaise jiyu aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko in saanso ka dekho tum paagalpan ke aaye nahi inhe chain mujhase ye boli mainraahon mein teri apne bichhaa du ye nain in uunche pahaadon se jaan de dunga main gar tum naa aai kahi tum udhar jaan ummeed meri jo todo idhar ye jahaan chhodu main maut aur, zindagi, tere haathon mein dediya re aayi re, aayi re, le main aayi hu tere liye toda re, toda re, har bandhan ko pyar ke liye jaan re, jaan re, aajaatujhamein sama jaau main dil re dil re, teri saanson mein bas jaau main chaahat hai agar aakemujhase mil jaa tu yaa phir aisaa kar, dharati se milaa de mujhko tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko aa ...... sau baar bulaaye main sau baar aaun, ik baar jo dil diya ik aankh roye to duji bolo, soyegi kaise bhala, in pyaar ki raahon mein patthar hain kitane un sab ko he paar kiya ek nadi hoon main chaahat bhari aaj milne saagar ko aayi yahaan sajnaa, sajnaa, aaj aansu bhi meethe lage tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu pal pal pal pal waqt to bitaa jaaye re zaraa bol zaraa bol waqt se ke vo tham jaaye re aayi re, aayi re, le main aayi hu tere liye jaan re, jaan re, aajaatujhamein samaa jaau main
Subscribe to:
Posts (Atom)